Home » Islamic Lyrics » Mah E Ramzan Aya Mesum Abbas Naat Lyrics
By admin | Published
Read Mah E Ramzan Aya Mesum Abbas Naat Lyrics In Hindi English On Android & IOS Smartphones. Read More Islamic Lyrics For Free.
Naat | Mah E Ramzan Aya |
Naat Khawan | Mesum Abbas |
Label | Mesum Abbas |
Ye Noor Baras NE KE Din Hain
Taqdeer Badalne KE Din Hain
Ye Din Hain Yade Ilaahi KE
Imaan Parakh NE KE Din Hain
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Rahmat Ka Hai Ye Mahina
Ghurbat Ka Hai Ye Mahina
Karni Hai Khoob Ibadat
Izzat Ka Hai Ye Mahina
Nafrat Ko Dil SE Mita Do
Ulfat Ka Hai Ye Mahina
Sahar-O-Iftaar Karna
Ab Sabse Pyar Karna
Ham Me Subhan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Rozon KI Barkat Aayi
Ghar Ghar Me Nemat Layi
Rab SE Jo Door the Unko
Masjid KI Raah Dikhaayi
Khushiyon Ka Ek Bahana
Bachhon KI Roza Kushayi
Kis Darja Rhamaton Ko
Lekar Sab Nematon Ko
Ye Dastar Khwan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Khud Ko Har Raat Jagana
Masjid Me Har Waqt Bitana
Chhote Bhai Bahno Ko
Subhe Quraan Padhaana
Aankhon Ko Aur Zaba.n Ko
Haq KE Raste PE Chalaana
Sach Hai Ye Koi Nahin Sahk
Yani KE Tees Dino Tak
Ghar Me Mehman Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Allah Ko Yaad Karna
Dil SE Fariyad Karan
Muflis Aur Be-Kason KI
Khul Kar Imdaad Karna
Ye Hai Paigham Kuda Ka
Dukhiyon Ko Shaad Karna
Roohen Pakeeza Banayen
Lab Par Aayaat Sajayen
Dil Me Ramzan Aaya
Maahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Naat-E-Sarkar-E-Do Aalam
Hogi Har Subhe Muqaddam
Lailatul Qadr Manayen
Shab Bhar Aamaal Karen Hami
Phir Dekhen Chand Falak Par
Khushiyan Hon Eid KI Hamdam
Khush Rang Malboos Manana
Yun Eidul Fitr Manana
Rab Ka Ahsaan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Ishq-O-Eesaar KI Baatein
Dikash Kirdar KE Baatein
Sun Kar Meesam KI Zaban SE
Zikre Sarkar KI Baatein
Mazhar Duniya NE Suni Jab
Rab KE Maiyaar KI Baatein
Jo Bhi Be Deen Tha Uska
Jo Bhi Ghamgeen Tha Uska
Rab Par Imaan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Mashallah, Subhanallah
Mashallah, Subhanallah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Allah Allah Allah
Mahe Ramzan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
Lekar Quraan Aaya
Mahe Ramzan Aaya
یہ نوُر برسنے کے دن ہیں
تقدیر بدلنے کے دن ہیں
یہ دن ہیں یادِ اِلٰہی کے
ایمان پرکھنے کے دن ہیں
ماہِ رمضان آیا ماہِ رمضان آیا
لے کر قُرآن آیا ماہِ رمضان آیا
ماشاء الله _ سُبحان الله ماشاء الله _ سُبحان الله
رحمت کا ہے یہ مہینہ
حُرمت کا ہے یہ مہینہ
کرنی ہے خوب عبادت
عزت کا ہے یہ مہینہ
نفرت کو دل سے مٹا دو
اُلفت کا ہے یہ مہینہ
سحر و افطار کرنا
اب سب سے پیار کرنا
حُکمِ سُبحان آیا
ماہِ رمضان آیا
روزوں کی برکت آئی
گھر گھر میں نعمت لائی
ربّ سے جو دُوُر تھے اُن کو
مسجد کی راہ دھائی
خوشیوں کا ایک بہانا
بچوں کی روزہ کُشائی
کس درجہ رحمتوں کو
لے کر سب نعمتوں کو
یہ دستر خوان آیا
ماہِ رمضان آیا
خود کو ہر رات جگانا
مسجد میں وقت بتانا
چھوٹے بھائی بہنوں کو
صبح قُرآن پڑھا نا
آنکھوں کو اور زباں کو
حق کے رستے پہ چلانا
سچ ہے یہ کوئی نہیں شک
یعنی کے تیس دنوں تک
گھر میں محمان آیا
ماہِ رمضان آیا
الله کو یاد کرنا
دل سے فریاد کرنا
مُفلس اور بیکسوں کی
کُھل کر امداد کرنا
یہ ہے پیغام خدا کا
دُکھیوں کو شاد کرنا
روحیں پاکیزہ بنائیں
لب پر آیات سجائیں
دل میں رحمان آیا
ماہِ رمضان آیا
نعتِ سرکارِدوعالم
ہوگی ہر صبح مُقّدم
لیلۃاُلقدر منائیں
شب بھر اعمال کریں ہم
پھر دیکھیں چاند فلک پر
خوشیاں ہوں عید کی ہمدم
خوش رنگ ملبوس بنانا
یوں عیدُالفطر منانا۔
ربّ کا احسان آیا
ماہِ رمضان آیا
عشق و ایثار کی باتیں
دلکش کردار کی باتیں
سُن کے میثم کی زباں سے
ذکرِ سرکار کی باتیں
مظہر دُنیا نے سُنیں جب
ربّ کے معیار کی باتیں
جوبھی بے دین تھا اُسکا
جو بھی غمگین تھا اُسکا
ربّ پر ایمان آیا
ماہِ رمضان آیا
Leave a Reply