Skip to content
Home » Islamic Lyrics » Noor-E-Ramzan Farhan Ali Waris Naat Lyrics

Noor-E-Ramzan Farhan Ali Waris Naat Lyrics

Noor-E-Ramzan Farhan Ali Waris Naat Lyrics

By | Published

Read Noor-E-Ramzan Farhan Ali Waris Naat Lyrics In Hindi English On Android & IOS Smartphones. Read More Islamic Lyrics For free.

NaatNoor-E-Ramzan
Naat KhawanFarhan Ali Waris
LabelDramas World

Noor-E-Ramzan Naat Lyrics

Taqseem Karne Naimatein
Ramzan AA Gaya”
Allah Tera Hai Ehsaan
Rooze Namaz Aur Quran

Hai Yeh Sab Rooh-E-Emaan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzaaan
Noor E Ramzaaan

Noor E Ramzaaaaan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzaaan

Illm Mashroot Hai Amal SE
Par Yeh Hasil Hota Hai Jab
Koshish KI Jaye Dil SE”
Ilm O Adab Sikhayenge

Deen E Khuda Phailayenge
Masjid Mein Bhi Jayein GE
Hamd-O-Naat Sunaye GE
Allah Tera Hai Ehsaan

Tune Badhadi Sab KI Shaan
Aaya Hai Ban KE Mehmaan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzaaan

Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan

Deen E Islaam Muhabbat Ka Payam
Allah Ka Inaam Khaliq Ka Hai Paigam”
Kaisi Hawa E Ishq Chali
Khatam Hui Nafrat Dil KI

Baant Rahe Hain Pyaar Sabhi
Sehri Ho Ya Iftar
Allah Tera Hai Ehsaan
Ek Huwe Saare Insaan

Saaj Gaya Ghar Ghaar Dastaar Khuwaan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan

Noor E Ramzan
Noor E Ramzaaan
Noor E Ramzan
Meri Khatir Khuda

Tune Kiya Kya Kiya
Tune Khushiyon SE Daaman
Mera Bhar Diya
Aur Badle Mein Maine

Tujhe Kiya Diya
In Gunahon PE Dil
RO Raha Hai Mera
Maine Maan Baap Ka

Haq ADA NA Kiya
Tere Bandon Ka Dil Bhi
Dukhaya Badha
NA Hi Khairat KI

NA Hi Sadqa Diya
Sirf Apne Hi Baare Mein
Socha Kiya
NA Namaazein Parheen

NA Hi Roza Rakha
Aur Ibadat Ka Haq
Adaa NA Huwa
Phir Bhi Tune Karaam

Apna Jaari Rakha
Tu Sakhhi Hai Bada
Tu Sakhhi Hai Bada
Main Pash-E-Maan Hun

Rehem Kar de Khuda
Rehem Kar de Khuda
Rehem Kar de Khuda
Hai Yeh Bakhshish Ka Samaan

Sajde Mein Hai Har Insaan
Kiya Sajjaad Auur Kiya Farhaan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan

Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan
Noor E Ramzan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *