Skip to content
Home » Islamic Lyrics » Wah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera Lyrics

Wah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera Lyrics

wah kya martaba hai ghous hai bala tera lyrics

By | Published

Read Wah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera Naat Lyrics in Hindi English On Android & iOS Smartphones. Read More Islamic Lyrics For Free.

NaatWah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera
NaatkhawanOwais Raza Qadri

Wah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera Lyrics

Wah Kya Martaba Hai Ghous Hai Bala Tera
Unchey Unchoo Kay Saroo Say Kadam Aaala Tera,
Sar Bhaala Kiya Koi Janay Kie Hain Kaisa Tera
Avaliya Maltay Hain Aankhain Wo Hain Talwaa Tera,

Kiya Dabay Jis Pay Himaayat Kaa Ho Panjaa Tera
Sheir Ko Khatare Mein Laata Nahii Kutta Tera,
Tu Husenii Hasaani Kiyuu Naa Muhiy u din Ho
Aae Khijar Majmae Baharein Hain Chashmaa Tera,

Kasamay Day De Ki Khilaata Hain Pilaata Hain Tujay
Piyaara Allah Tera Chahanay Waala Tara,
Mustafaa Ke Tanay Bay Saaya Ka Saaya Dekha
Jis Nay Dekha Meri Jah Jalwaye Jayba Tera,

Ibne Jahaara Ko Mubarak Ho Urusay Kudrat
Qadri Paaye Tasduk Merey Dulha Tera,
Kiyun Na Kasim Ho Ki Tu Ibne Abil Kasim Hain
Kiyun Naa Qadri Ho Ki Mukhtaar Hain Baaba Tera,

Nabvi Menh, Alvvi Fashl Batuli Gulshan
Hasani Phoool Huseni Hain Mahkaana Hain Tera,
Nabawi Jill Alwi Bujn Batuli Manjil
Hasaani Chaand Huseni Hani Ujala Tera,

Nabvi Khur Alwi Koh Batuuli Maadin
Hasaani Lal Huseni Hain Tajalla Tera,
Bahar-o Bar Sahar-o Kari Sahal-o Hujan Dast-o Chman
Kon Se Chak Pay Pahunchata Nahi Daawa Tera,

Husne Niyyat Ho Khaata Phir Khabhii Kartaa Hi Nahi
Aajmaaya Hain Yagaana Hain Dogaana Tera,
Aarje Ahaawal Ki Pyaaso Me Kahan Tab Magar
Aankhain Ek Abre Karam Taktii Hain Rastaa Tera,

Mot Najdik Gunahoun Ki Tahe Mail Ke Khol
Aaa Baras Jaa Ki Naha Dholay Ye Pyaasa Tera,
Aab Aamad Wo Kahay Aur Me Taymmum Barkhaast
Muste Khaak Apni Ho Aur Noor Ka Ahaala Tera,

Jaan Tu Jaate Hi Jaye gi Kiyaamat Ye Hain
Ki Yahan Marnay Pay Thahaara Hain Najaara Tera,
Tuj Se Dar, Dar Se Saag Aur Se Saag Hain Mujko Nisbat
Meri Gardan Mein Bhi Dur Ka Doraa Tera,

Is Nisani Ke Jo Saag Hain Nahi Mare Jate
Hashr Tak Merey Galay Mein Rahe Patta Tera,
Meri Kismat Ki Kasam Khaye Sagaane Bagaadad
Hind Me Bhi Hu To Dayta Rahu Pahraa Tera,

Tare Ijjat Ke Nisar Ae Mere Gairat Wale
Aah Saad Aah Ki Yunh Khwaar Ho Barda Tera,
Bad Sahi, Chor Sahi, Mujarim-o Nakaara Sahi
Aye Wo Kaisa Hi Sahi Hain Tu Karima Tera,

Muj Ko Ruswaa Bhi Agar Koi Kahay Ga To Yun hi
Ki Wahi Na Woh Rija Bandae Rusawa Tera,
Hain Rija Yunh Na Bilak Tu Nahi Jayyed To Na Ho
Sayyede Jayyede Har Dahar Hain Maola Tera,

Fakhe Aaka Mein Raza Aur Bhi Ek Najm Rfia
Chal Likha Laye Sana Khwanoo Mein Chehra Tera,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *